Mujhe Chahiye Teri Soul Lyrics: The New Social Media Sensation
The popular line “Mujhe Chahiye Teri Soul” from the song PAYAL, featuring Yo Yo Honey Singh and Nora Fatehi, captures the essence of longing and connection. Sung by Yo Yo Honey Singh with a rap verse by Paradox, this track is a fusion of catchy beats and deep lyrics.
Produced by Honey Singh and with mixing by Vinod Verma, PAYAL is a hit under the T-Series label, making waves across music charts.
Mujhe Chahiye Teri Soul Lyrics
Meri Jaan Baandh Rakhi Tune Payal Mein,
Har Kadam Tera Kare Mujhe Ghayal Hai.
Arey Hum Toh Mamuli Se Gayak The,
Tujhe Dekh Ke Hi Toh Hue Shayar Hain.
Yeh Jo Hum Pe Chhaye Hue Baadal Hain,
Pehle Dikhe Na Kabhi The Poore Sawan Mein.
Raza Teri Razamandi Mein Shaamil Hain,
Tere Hukum Sar Aankhon Pe Qaabil Hai.
Haan, Tu Kehde Agar,
Uthega Nahi Tere Kandhe Se Sar.
Sab Be-Asar,
Tere Ishq Jaisa Maine Kabhi Dekha Nahi Marz.
Tera Mujhpe Hai Karz,
Chukana Padega Jo Mujhe Shat Pratishat.
Kya Kiya Yeh Hashar,
Teri Aankhon Ne Bhi Chhodi Na Koi Kasar.
Meri Jaan Baandh Rakhi
Tune Payal Mein,
Har Kadam Tera Kare Mujhe Ghayal Hai.
Arey Hum Toh Mamuli Se Gayak The,
Tujhe Dekh Ke Hi Toh Hue Shayar Hain.
Yeh Jo Hum Pe Chhaye Hue Baadal Hain,
Pehle Dikhe Na Kabhi The Poore Sawan Mein.
Raza Teri Razamandi Mein Shaamil Hain,
Tere Hukum Sar Aankhon Pe Qaabil Hai.
Meri Jaan, Tu Karle Gunaah,
Waardaatein Sambhal Jaati Hain.
Tere Liye, Kya Sharam, Kya Haya,
Tu Paani Hai, Kaise Bhi Dhal Jaati Hai.
Kaya Ada Teri Hai Bepanah,
Jo Dil Mein Hi Mere Ghar Kar Jaati Hai.
Kisi Se Bhi Chhup Na Saka,
Iraade Tu Chehre Se Padh Jaati Hai.
Haan, Paagal Hai,
Peechhe Tere Jhumke Aur Tere Kajal Ke,
Tere Aanchal Ke Kya.
Dil Se Bhi Hum Tere Baahar Hain,
Yeh Na Waajib Hai.
Nakhre Tere Yeh Najaayaz Hai,
Yeh Jaayaz Hai,
Tere Haq Hi Toh Banta Hai Shayad Se.
Meri Jaan Baandh Rakhi
Tune Payal Mein,
Har Kadam Tera Kare Mujhe Ghayal Hai.
Arey Hum Toh Mamuli Se Gayak The,
Tujhe Dekh Ke Hi Toh Hue Shayar Hain.
Yeh Jo Hum Pe Chhaye Hue Baadal Hain,
Pehle Dikhe Na Kabhi The Poore Sawan Mein.
Raza Teri Razamandi Mein Shaamil Hain,
Tere Hukum Sar Aankhon Pe Qaabil Hai.
Hum Razamand Hain,
Aur Tu Bhi Toh Bandhu Hai.
Udti Patang Main Hoon,
Main Hoon Jogi Malang.
Iss Mard Ki Tu Iklauti Pasand,
Mat Kar Yeh Jatan, Na Dikha Tu Badan.
Mujhe Chahiye Teri Soul, Chahiye Tera Dil.
Mera Ek Hi Hai Goal, Kalli Kitte Mil.
Jo Bhi Tu Bol, Bas Fatne De Bill.
Gates Tu Khol, Baby Let Me In.
Bhai Mera Yo Yo, Tu Meri Makhna,
Kadmon Ko Sambhal Ke Rakhna.
Takhne Mein Payal, Payal Mein Meri Jaan,
Meri Jaan Hai Tu, Isme Koi Shak Na.
Shak Na Tu Kar, Chhodte Tu Maika,
Honeymoon Pe Chalenge Jamaica.
Jamaica Chalenge, Jamaica,
Banu Main Jamaai, Teri Maai Ka.
Song Credits
Song | PAYAL |
Singer | YO YO HONEY SINGH |
Lyrics | PARADOX |
Music | YO YO HONEY SINGH |
Why ‘Mujhe Chahiye Teri Soul Lyrics’ Is Taking Over Social Media
The line “Mujhe Chahiye Teri Soul Lyrics” just hits differently. It’s got this perfect blend of desire and passion that makes it relatable to so many people, especially those in the mood for a little romance or deep connection.
Conclusion : Mujhe Chahiye Teri Soul Lyrics
In the world of social media, where trends come and go in the blink of an eye, Payal is proving to be a hit that’s sticking around. The line “Mujhe Chahiye Teri Soul Lyrics” has struck a chord with so many people, especially the younger crowd, who are spreading it like wildfire across Instagram, Facebook, and YouTube.